Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Tufail Bismil

Tufail Bismil

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 4

vaqt ke maqtal meñ ham haiñ dosto

vaqt ik din ham ko bhī khā jā.egā

waqt ke maqtal mein hum hain dosto

waqt ek din hum ko bhi kha jaega

phir se bikhrī hai tirī zulf mire shānoñ par

vaqt aayā hai ga.e vaqt ko lauTāne

phir se bikhri hai teri zulf mere shanon par

waqt aaya hai gae waqt ko lauTane ka

āvāz huuñ ubhar ke jo sahrā meñ kho ga.ī

zindagī ke bahr meñ mauj-e-ḳhayāl huuñ

aawaz hun ubhar ke jo sahra mein kho gai

ya zindagi ke bahr mein mauj-e-KHayal hun

  • Share this

ik bahāna hai tujhe yaad kiye jaane

kab salīqa hai mujhe varna ġhazal gaane

TRANSLATION

It is an excuse to continueously remembering thee,

Or else what skill of ghazal singing is there in me.

Sagar Akbarabadi

ek bahana hai tujhe yaad kiye jaane ka

kab saliqa hai mujhe warna ghazal gane ka

TRANSLATION

It is an excuse to continueously remembering thee,

Or else what skill of ghazal singing is there in me.

Sagar Akbarabadi

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now