Sher of Zaheer-ul-Hasan Tishna
paiġhām to un kā aayā hai tum shahr meñ 'tishna' aa jaao
sahrā hai pasandīda ham ko ham shahr meñ jā kar kyā karte
paigham to un ka aaya hai tum shahr mein 'tishna' aa jao
sahra hai pasandida hum ko hum shahr mein ja kar kya karte