Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mardud-e-KHalaiq hun gunahgar hun main

Sahir Dehlavi

mardud-e-KHalaiq hun gunahgar hun main

Sahir Dehlavi

MORE BYSahir Dehlavi

    mardūd-e-ḳhalā.iq huuñ gunahgār huuñ maiñ

    pāmāl-e-jahāñ huuñ ki sazā-vār huuñ maiñ

    anjām jo ḳhaak hai agar jīte-jī

    mil jā.ūñ na ḳhaak meñ to bekār huuñ maiñ

    mardud-e-KHalaiq hun gunahgar hun main

    pamal-e-jahan hun ki saza-war hun main

    anjam jo KHak hai agar jite-ji

    mil jaun na KHak mein to bekar hun main

    Source:

    Deewan-e-Sahir( Kufr-e-Ishq) (Pg. ebook-216 page-163)

    • Author: Sahir Dehlavi
      • Edition: 1937
      • Publisher: Imperial Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now