SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehmaan"
Nazm MATCHES FOR "mehmaan"
Nazm
dard aaega dabe panw
ye jo mahbuub banaa hai tirii tanhaa.ii kaa
ye to mehmaa.n hai gha.Dii-bhar kaa chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
jo mai thii bahaa dii miTTii me.n
mehmaan kaa shahpar to.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
terii mahfil ko KHudaa rakkhe abad tak qaa.em
ham to mehmaa.n hai.n gha.Dii bhar ke hamaaraa kyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
mai.n ki do roz kaa mehmaan tire shahr me.n thaa
ab chalaa huu.n to ko.ii faisla kar bhii na sakaa
Ahmad Faraz
Nazm
sarhaden
is tavaqqo.a pe ki shaayad ko.ii mehmaa.n aa jaa.e
ghar ke darvaaze khule chho.D ke so jaate the
Ahmad Faraz
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii
Ali Sardar Jafri
Nazm
lucknow
kuchh roz kaa musaafir-o-mehmaa.n huu.n aur kyaa
kyuu.n bad-gumaa.n ho.n yuusuf-e-kan.aan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai jahan dekh le!
kal jo mehmaan the ghar ke maalik bane
shaah bhii hai aduu shaiKH bhii hai aduu
Habib Jalib
Nazm
barkha-rut
vo aa.ii to aa.ii jaan me.n jaa.n
sab the ko.ii din ke varna mehmaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai nai nasl
mai.n yahaa.n mezbaa.n bhii mehmaa.n bhii
aap jo chaahe.n diijiye mujhe naam
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu zaban
urduu zabaan me.n hai ghulii shahd kii miThaas
lahja bhii mehrbaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
tel ke saudagar
vo kal raat yaa aaj kii raat kii tiirgii me.n
chale aa.e.nge ban ke mehmaa.n