aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "ढालना"
ik husn-e-be-misaal kii tamsiil ke liyeparchhaa.iyo.n pe rang giraataa rahaa huu.n mai.n
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.ndekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
thak jaataa thaa baadal saaya karte karteaur phir mai.n baadal pe saaya kartaa thaa
ham aa ga.e hai.n tah-e-daam to nasiib apnaavagarna us ne to phe.nkaa thaa jaal vaise hii
raahgiiro.n ne rah badalnii haipe.D apnii jagah kha.De rahe hai.n
jam.a the raat mire ghar tire Thukraa.e hu.eek dargaah pe sab raa.nda-e-dargaah mile
duniyaa pe apne ilm kii parchhaa.iyaa.n na Daalai raushnii-farosh a.ndheraa na kar abhii
usii ne ruup badal kar jagaa diyaa aaKHirjo zahr mujh pe kabhii nii.nd ban ke chhaayaa thaa
chaahat ho yaa puujaa sab ke apne apne saa.nche hai.njo maut me.n Dhal jaa.e vo paikar achchhaa lagtaa hai
shikast-e-husn kaa jalva dikhaa ke luuT liyaanigaah niichii kiye sar jhukaa ke luuT liyaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books