aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "मच्छर"
tag-o-taaz-e-nafas hai maut ke madd-e-muqaabillahuu insaan kaa naadiida kii.De pii rahe hai.n
jo tirii yaad ke kii.De hai.n badan ke andarvo mirii ruuh ko khaate hai.n plus piite hai.n
taa.uun-o-tap aur khaTmal machchhar sab kuchh hai ye paidaa kiicha.D sebambe kii ravaanii ek taraf aur saarii safaa.ii ek taraf
chhoTii sii ik u.Daan bharii aur bikhar gayaachi.Diyaa kaa boT pa.nkhe se Takraa ke mar gayaa
sach kahte hai.n kahne vaale muhr hai daane daane parkuchh logo.n ke ghar me.n daane kal bhii the aur aaj bhii hai.n
ham ye kin tund havaa.o.n kii zado.n me.n aa.eham parinde to faqat aa.e the chugne daane
raqiib-e-sifla-KHuu Thahre na merii aah ke aagebhagaayaa machchharo.n ko un ke kamro.n se dhu.aa.n ho kar
baiThe hu.e yahaa.n pe shikaarii hai.n ghaat me.ndaane pe gar nazar ho to phir jaal dekhnaa
hotaa hai tirii chaap kaa dhoka jo kahii.n sepa.Dtii hai bhanak kaan me.n halkii se bhii halkii
mu.nh lagaate hii 'daaG' itraayaalutf hai phir jafaa kare ko.ii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books