aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "academy"
ye faizaan-e-nazar thaa yaa ki maktab kii karaamat thiisikhaa.e kis ne ismaa.iil ko aadaab-e-farzandii
hazrat-e-ishq ke maktab me.n hai taa'liim kuchh auryaa.n likkhaa yaad rahe aur na pa.Dhaa yaad rahe
saaqiyaa masjid o maktab to nahii.n mai-KHaanadekhnaa phir bhii Galat log na aane lag jaa.e.n
ahl-e-biinash ko hai tuufaan-e-havaadis maktablutma-e-mauj kam-az saili-e-ustaad nahii.n
har maslak har maktab ishq nahii.n hotaasab logo.n kaa maz.hab ishq nahii.n hotaa
hote hai.n jaate hii maktab me.n parii-ruu KHuu.n-rezkyaa ye jallaado.n ko ustaad kiyaa karte hai.n
koshish-e-rukniyat-e-urdu-academy na sahiikam se kam she.rii pulande to chhapaate rahiye
bazm-e-adab-e-hind ke har gul me.n hai KHushbuu'mullaa' gul-e-urdu kii mahak aur hii kuchh hai
'siraaj' is sham.a kuu.n hai shauq parvaane jalaane kaadu.aa kar yaa ilaahii mom dil ho.e ham najiifo.n sii.n
kitaab-e-dars-e-majnuu.n mus.haf-e-ruKHsaar-e-lailaa haihariif-e-nukta-daan-e-ishq ko maktab se kyaa matlab
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books