aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "agenda"
jab bhii mile vo naa-gahaa.n jhuum uThe hai.n qalb o jaa.nmilne me.n lutf hai agar milnaa ho kaam ke baGair
un kaa mazmuun bhii albatta huvaidaa hogaaab jo aane lage us shoKH ko pinhaa.n kaaGaz
shaa.irii daftar kii file me.n pa.Dii hai.n band ablikh rahe hai.n yojnaa.e.n aaj ke maahaul me.n
mai.n ne aaGaaz me.n anjaam kii baate.n kii hai.ngar samajh lo to ba.De kaam kii baate.n kii hai.n
vahaa.n do-chaar baate.n aur kar le.njahaa.n do tiin baate.n ho rahii hai.n
Gaur karke tamaam baato.n parphir judaa.ii kaa faisla hu.aa hai
aa.o ho.nTo.n pe lafz rakh le.n hamek muddat hu.ii hai baat kiye
baat rakhne kaa mauqa' diyaa jaa.egaabhii.D uTh jaa.egii tab kahaa jaa.egaa
kuchh to farmaa.iye ki 'aasii-jii'kyaa kare.n kis pe e.atibaar kare.n
aise haalaat me.n kuchh faisla kiije to 'adaa'dil-e-naakaam yuu.n badnaam hu.aa jaataa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books