aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "baham"
'bahr' apnii bhii fasaahat jaante hai.n ahl-e-fahmduusre ham hai.n agar sahbaan-o-i.l ek hai
'bahr' apnii apnii qismat hai ba-shakl-e-mehr-o-maahzar use baKHshaa use kaasa diyaa KHairaat kaa
'bahriyaa' be-adab hai be-iimaanki adab hai so kuchh ajab hai re
ab to maanuus huu.n is darja Gamo.n se 'bahzaad'bazm-e-ahbaab me.n bhii nauhagarii merii hai
chale saath saath qadam qadam ko.ii ye na samjhaa ki hai.n bahamkabhii dhuup ban ke lipaT ga.e kabhii saaya ban ke judaa hu.e
baham kaise hu.e hai.n dekhnaa KHvaab aur KHushbuuguzarte mausamo.n kaa aaKHirii tohfa khilaa hai
duur ho jaa.iye bhalaa kis seyaad rahtii hai jab baham apne
baham rah sake.n kis tarah aag paaniinibhe dostii kyaa tumhaarii hamaarii
aaho.n kii tamaazat se sulagte hai.n dar-o-baamab nauha-kunaa.n ho.nTo.n pe shahnaa.ii ataa kar
kyuu.n hote ho 'bahr' tasht-az-baamchilman chho.Dvaa do saamnaa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books