aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "barrier"
havaa to ham-safar Thahrii samajh me.n kis tarah aa.ehavaa.o.n kaa hamaarii raah me.n diivaar ho jaanaa
dekh kar apne dar-o-baam laraz jaataa huu.nmire ham-saa.e me.n jab bhii ko.ii diivaar gire
hai fasiile.n uThaa rahaa mujh me.njaane ye kaun aa rahaa mujh me.n
kaa.nTo.n kii baa.D phaa.nd gayaa thaa magar 'shakeb'rasta na mil sakaa mujhe phuulo.n kii baas me.n
qahr Gazab zaahir kii rukaavaT aafat-e-jaa.n dar-parda lagaavaTchaah kii tevar pyaar kii chitvan maashaa-allaah maashaa-allaah
tum to darvaaza khulaa dekh ke dar aa.e hotum ne dekhaa nahii.n diivaar ko dar hone tak
baiThtaa uThtaa thaa mai.n yaaro.n ke biichho gayaa diivaar diivaaro.n ke biich
mai.n dhuup kaa hisaar huu.n tuu chhaa.nv kii fasiilteraa miraa hisaab baraabar se kaT gayaa
ruuh ko ruuh se milne nahii.n detaa hai badanKHair ye biich kii diivaar giraa chaahtii hai
kahaa.n tak ro.uu.n us ke KHeme ke piichhe qayaamat haimirii qismat me.n yaa-rab kyaa na thii diivaar patthar kii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books