aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "british"
jise kasaad samajhte hai.n taajiraan-e-fara.ngvo shai mata-e-hunar ke sivaa kuchh aur nahii.n
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haathduniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
man andaaz-e-qadat-raa mii shanaasam mard-e-afra.ngiiki kap.De saaf hai.n lekin badan naapaak dil mailaa
ye nahii.n barq ik fara.ngii haira.ad-o-baaraa.n fusuun-e-ja.ngii hai
zulf kaa dilrubaa kii aaj KHayaaldil kuu.n qaid-e-fara.ng hai yaaro
jam-e-fara.ng kaa nasha fikr-o-nazar kii marg haidil kaa bhalaa na ho sakaa baada-e-KHuu.n-taraaz se
mubaah hovegii us ke ta.ii.n farang sharaabpiyaa kare hai jo KHuun-e-jigar ba-rang sharaab
ye sust hai to phir kyaa vo tez hai to phir kyaanative jo hai to phir kyaa a.ngrez hai to phir kyaa
daadaa ba.De bhole the sab se yahii kahte thekuchh zahr bhii hotaa hai a.ngrezii davaa.o.n me.n
udhar vo un kii nazar kaif-o-imbisaat-angezidhar ye dil ki ba-har-lamha TuuTtaa jaa.e
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books