aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "compulsory"
sach kahte hai.n shaiKH 'akbar' hai taa.at-e-haq laazimhaa.n tark-e-mai-o-shaahid ye un kii buzurgii hai
is jazba-e-dil ke baare me.n ik mashvara tum se letaa huu.nus vaqt mujhe kyaa laazim hai jab tujh pe miraa dil aa jaa.e
saik.Do.n dar hai.n zamaane me.n gadaa.ii ke liyeaap hii kaa dar-e-daulat ho zaruurii to nahii.n
zaruurii kyaa har ik mahfil me.n baiThe.ntakalluf kii ravaa-daarii se bachiye
mirii nazar se na ho duur ek pal ke liyetiraa vajuud hai laazim mirii Gazal ke liye
thakan zaruurii nahii.n raat bhii zaruurii nahii.nko.ii hasiin bahaana banaa ke so jaa.o
ai 'shafaq' aap hii kuchh suurat-e-iz.haar kare.nun kii jaanib se chale baat zaruurii to nahii.n
lahuu barfaab kar degii thakan yaksaaniyat kiiso kuchh fitne jagaa denaa zaruurii ho gayaa hai
yahaa.n tasbiih kaa halqa vahaa.n zunnaar kaa phandaaasiirii laazmii hai maz.hab-e-shaiKH-o-brahman me.n
nahii.n asbaab kuchh laazim subuksaaro.n ke uThne koga.ii u.D dekhte apne baGair-az-baal-o-par shabnam
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books