aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "cupid"
kar diyaa bilkul apne jaisaa mujh ko andhe cupid neapnii shohrat jaan rahaa huu.n mai.n apnii rusvaa.ii ko
dil-o-tiir-e-KHuu.n-chakaa kii vo shabiih khii.nch detaajo lahuu kaa ko.ii qatra sar-e-nok-e-KHaar hotaa
lagtaa hai kisii tiir se majruuh hu.aa haivarna tirii chhat par vo kabuutar nahii.n girtaa
'du.aa' ik umr se mai.n usii ko puujtii huu.nvo dil ke but-kade me.n vafaa kaa devtaa hai
khi.Dkii me.n ek naar jo mahv-e-KHayaal haishaayad kisii ke pyaar ko paane kii chaal hai
do nigaaho.n se chaar kii Thahriishukr-sad-shukr pyaar kii Thahrii
imaarato.n me.n mohabbat kaa devtaa hai vohamaare haath kaTe hai.n jise banaane me.n
buu-e-mohabbat apnii rakkhii KHudaa ne is me.nsiine me.n aadmii ke dil itr-daa.n banaayaa
kisii ne pyaar se kar lii hai guftuguu shaayadjo us kaa chehra munavvar dikhaa.ii detaa hai
ye kis ne pyaar kii sham.o.n ko bad-du.aa dii haiujaa.D raaho.n me.n jaltii rahe.n sadaa ke liye
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books