aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "fans"
ham ko niiche utaar le.nge logishq laTkaa rahegaa pa.nkhe se
tujh se dil tere parastaaro.n kaaTuuTte TuuTte TuuTaa hogaa
ham 'miir' kaa diivaan the kyaa fahm pe khulteaKHbaar samajh kar hame.n logo.n ne pa.Dhaa hai
ishq ma.asuum hai ma.asuum rahegaa har damaap kaa husn hii sho.alo.n ko havaa detaa hai
KHudaa kare ki unhe.n ye milaap raas aa.ehavaa.o.n se jo ta'alluq ba.Dhaa rahe hai.n charaaG
apne bando.n se use pyaar hai kitnaa 'raahat'dil me.n rahtaa hai mire apne hii maskan kii tarah
sirf sho'lo.n kii daad miltii haikyaa sulagnaa hunar nahii.n hotaa
'mubaarak' parastaar-e-mai-KHaana thaaye jab tak rahaa mai-parastii rahii
apnii kuTiyaa ke a.ndhere ko miTaa.uu.n kaisevo mire diip ko zulfo.n se havaa detii hai
junuu.n kii baat chho.Do is ga.e ghar kaa Thikaanaa kyaafareb-e-'aql o hikmat ke parastaaro.n ne kyaa paayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books