aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "government"
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.nsarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiimkis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
guu.nge nikal pa.De hai.n zabaa.n kii talaash me.nsarkaar ke KHilaaf ye saazish to dekhiye
ye mulk apnaa hai aur is mulk kii sarkaar apnii haimilii hai naukrii jab se baGaavat chho.D dii ham ne
jinhe.n KHayaal ho aa.nkho.n kaa lauT jaa.e.n voab is ke baa'd hukuumat safar me.n dhuul kii hai
ham hai.n KHaamosh ki majbuur-e-mohabbat the 'faraaz'varna mansuub hai.n sarkaar se baate.n kyaa kyaa
aaj ik daana-e-gandum ke bhii haqdaar nahii.nham ne sadiyo.n inhii.n kheto.n pe hukuumat kii hai
din guzar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.nzaKHm bhar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
aap kaa shahr agar baar samajhtaa hai hame.nkuuch kar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
aap ke jaur kaa jab zikr chhi.Daa mahshar me.nham mukar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books