aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hind"
ye re.aayaa-e-hind tabah hu.ii kahuu.n kyaa jo in pe jafaa hu.iijise dekhaa haakim-e-vaqt ne kahaa ye bhii qaabil-e-daar hai
'miir' o 'Gaalib' ke zamaane se na.e daur talakshaa.er-e-hind giraftaar-e-balaa aaj bhii hai
mashriq me.n hind-o-chiin ke baazaar yuu.n ba.Dhejaah-o-jalaal-e-maGribo-bartaanavii kii KHair
KHudaa ke zikr kaa mauqa nahii.n yahaa.n 'saalik'dayaar-e-hind me.n husn-e-butaa.n kii baat karo
har chand vafaa.o.n pe lagaa.e ga.e ilzaamai hind magar tere vafaadaar rahe hai.n
karbalaa me.n yaa najaf me.n chal ke mar jaa.e.n 'muniir'hind me.n ham pahluu-e-gor-e-Gariibaa.n ho.n to kyaa
hind kii KHaak kaa har rang milaa hai tujh me.nsaarii nadiyo.n se banii hai tuu samundar urdu
KHudaayaa hind kaa raushan charaaG-e-aarzuu kar deyad-e-qudrat se is ko baaG-e-jannat huu-ba-huu kar de
yahii paa.oge mahshar me.n zabaa.n merii bayaa.n meraamai.n banda hind vaalaa huu.n yahii hindostaa.n meraa
'pushpraaj' apnii zindagii jaise ko.ii beva kaa husn ho jis kaaek daf.a gar si.ngaar puchh jaa.e phir sajaane se kuchh nahii.n hotaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books