aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "lipstick"
maa.n kah rahii thii rang lipstick ke dekh karchaT kar diyaa bahuu ne mire laal kaa bajaT
log saudaa.ii hu.e jaate hai.ndha.Dii missii kii lagaayaa na karo
kal mai.n ne kahaa us se kyaa dil me.n ye aayaa joka.nghii hai na choTii hai missii hai na kaajal hai
lab-e-naazuk ke bose luu.n to missii mu.nh banaatii haikaf-e-paa ko agar chuumuu.n to meh.ndii rang laatii hai
bose ko jagah milii labo.n parab rang jamegaa kyaa misii kaa
hai kisii se aaj va.ada kuchh ajii KHaalii nahii.nye dha.De missii kii ho.nTo.n par jamaanii aap kii
vaa.n hu.e missii se lab un ke kabuudpiiT kar mu.nh ham ne yaa.n niilaa kiyaa
un dukaano.n me.n dastiyaab kahaa.nlipstick aap ke labo.n ke liye
niilam kii jhalak detii hai yaaquut me.n goyaaso tere lab-e-laal pe missii kii dha.Dii hai
vo banaa.o karne hai.n baiThte to sabho.n se lete hai.n KHidmate.nkabhii mal dii missii raqiib ne kabhii surma mai.n ne lagaa diyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books