aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "mad"
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaasach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa haichaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai
dil bhii paagal hai ki us shaKHs se vaabasta haijo kisii aur kaa hone de na apnaa rakkhe
vo paagal mast hai apnii vafaa me.nmirii aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa rahe hai.n
yuu.n to ha.ngaame uThaate nahii.n diivaana-e-ishqmagar ai dost kuchh aiso.n kaa Thikaanaa bhii nahii.n
ko.ii paagal hii mohabbat se navaazegaa mujheaap to KHair samajhdaar nazar aate hai.n
kuchh baato.n ke matlab hai.n aur kuchh matlab kii baate.njo ye farq samajh legaa vo diivaana to hogaa
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaanekis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
na tumhe.n hosh rahe aur na mujhe hosh raheis qadar TuuT ke chaaho mujhe paagal kar do
ik tum hii nahii.n tanhaa ulfat me.n mirii rusvaais shahr me.n tum jaise diivaane hazaaro.n hai.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books