SEARCH RESULTS
Showing search results for "mad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mad"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Meeraji
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "mad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mad"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sochtaa rahtaa hai dil ye saahil-e-ummiid par
justujuu aa.iina-e-madd-o-jazar ho jaa.egii
Meeraji
Sher
haa.e vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshii thii
haa.e ye vaqt ki ab pii ke bhii maKHmuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
kabhii un mad-bharii aa.nkho.n se piyaa thaa ik jaam
aaj tak hosh nahii.n hosh nahii.n hosh nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye dekh miraa haath mire KHuun se tar hai
KHush ho ki tiraa madd-e-muqaabil na rahaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Nazm
jugnu
ye mad-bharii hu.ii purvaa.iyaa.n sanaktii hu.ii
jhinjho.Dtii hai harii Daaliyo.n ko sard havaa