aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "mary"
sunaa de.n ismat-e-mariyam kaa qissapar ab is baab ko vaa kyo.n kare.n ham
ibn-e-mariyam hu.aa kare ko.iimere dukh kii davaa kare ko.ii
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun kohar shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalamtiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam
bachaa.uu.n pairahan kyaa chaaraagar mai.n dast-e-vahshat sekahii.n aise garebaa.n daaman-e-maryam bhii hote hai.n
qurbaan is nazar pe mariyam kii saadgii bhiisaa.e se jis nazar ke sau kirdgaar guzre
narm o doshiiza kis qadr hai nigaahhar nazar daastaan-e-maryam hai
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kiimariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
mai.n ne likhkhaa hai use maryam o siitaa kii tarahjism ko us ke ajantaa nahii.n likhkhaa mai.n ne
un kii taqdiis pe ho azmat-e-maryam bhii nisaarkaun kahtaa hai gunahgaar hai.n terii aa.nkhe.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books