aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "modern"
mai.n chaahtaa huu.n KHariidaar par ye khul jaa.enayaa nahii.n huu.n rakhaa huu.n yahaa.n nayaa kar ke
ghar nayaa kap.De na.e bartan na.ein puraane kaaGazo.n kaa kyaa kare.n
zabaa.n hai aur bayaa.n aur us kaa matlab aurajiib aaj kii duniyaa kaa vyaakaran dekhaa
ham bhii suqraat hai.n ahd-e-nau ke tishna-lab hii na mar jaa.e.n yaarozahr ho yaa mai-e-aatishii.n ho ko.ii jaam-e-shahaadat to aa.e
buu-e-gesuu ne shaguufa ye nayaa chho.Daa hainik.hat-e-gul se ulajhtii hai tabii.at merii
puraanii samt mu.Degaa na ko.ii bhii 'saajid'ye ahd-e-nau na bahegaa qadiim dhaare me.n
bahut zaruurii hai ahd-e-nau ko javaab denaaso tiikhe lahje me.n boltaa huu.n KHafaa nahii.n huu.n
naGma kyaa mutribaan-e-ahd-e-jadiidtaar TuuTe hu.e milaa na sake
laguu.ngaa KHush magar naaraaz huu.n mai.nzamaane kaa nayaa andaaz huu.n mai.n
jo nayaa hai vo puraanaa hogaajo puraanaa hai nayaa thaa pahle
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books