aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "notice"
zindagii ke safar me.n bahut duur tak jab ko.ii dost aaya na ham ko nazarham ne ghabraa ke tanhaa.iyo.n se 'sabaa' ek dushman ko KHud ham-safar kar liyaa
shaiKH aayaa thaa mohtasib ko liyemai.n ne bhii un kii vo KHabar lii hai
mujh ko to hosh nahii.n tum ko KHabar ho shaayadlog kahte hai.n ki tum ne mujhe barbaad kiyaa
kabhii yuu.n bhii aa mirii aa.nkh me.n ki mirii nazar ko KHabar na homujhe ek raat navaaz de magar is ke baa'd sahar na ho
kyuu.n nahii.n letaa hamaarii tuu KHabar ai be-KHabarkyaa tire aashiq hu.e the dard-o-Gam khaane ko ham
kisuu ko za-KHud rasta kam dekhte hai.nki aahuu ko paaband-e-ram dekhte hai.n
dil to kyaa chiiz hai jaan se jaa.e.nge maut aane se pahle hii mar jaa.e.ngeye adaa dekhne vaale luT jaa.e.nge yuu.n na ha.ns ha.ns ke dilbar ishaara karo
kise KHabar vo mohabbat thii yaa raqaabat thiibahut se log tujhe dekh kar hamaare hu.e
hamaarii taraf ab vo kam dekhte hai.nvo nazre.n nahii.n jin ko ham dekhte hai.n
KHabar un ko ab tak nahii.n mar miTe hamdil-e-zaar kaa maajraa kahte kahte
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books