SEARCH RESULTS
Showing search results for "notice"
Ghazal MATCHES FOR "notice"
Ghazal
isii liye to mai.n tayyaar rahtaa huu.n har vaqt
baGair peshgii notice ke yaar aa na mile
Asif Jaanif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dil ke mu.aamle me.n natiije kii fikr kyaa
aage hai ishq jurm-o-sazaa ke maqaam se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
nok-e-har-KHaar KHatarnaak to hotii hai magar
sab ke daaman se ulajh jaa.e zaruurii to nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
muravvato.n ko mohabbat na jaan.naa 'irfaan'
tum apne siine se nok-e-sinaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
milo jo ham se to mil lo ki ham ba-nok-e-giyaah
misaal-e-qatra-e-shabnam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chalo saro.n kaa KHiraaj nok-e-sinaa.n ko baKHshe.n
ki jaa.n bachaane kaa istiKHaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dast-e-qaatil se kuchh ummiid-e-shafaa thii lekin
nok-e-KHanjar se bhii kaa.nTaa na guluu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
dil me.n utregii to puuchhegii junuu.n kitnaa hai
nok-e-KHanjar hii bataa.egii ki KHuu.n kitnaa hai
Shahryar
Ghazal
'naatiq' jalaal me.n bhii asar is qadar nahii.n
ro'b-e-jamaal qalb pe taarii hai jis tarah
Natiq Lakhnavi
Ghazal
samjhaa use phuulo.n kii navaazish dil-e-saada
jo zaKHm lagaa nok-e-sar-e-KHaar se lag kar
Aziz Ejaz
Ghazal
dil aashiqo.n ke chhid ga.e tirchhii nigaah se
mizhgaa.n kii nok-e-dushman-e-jaanii jigar hu.ii