aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "photograph"
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakiinaqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
kahii.n pe chuuk rahe hai.n ye aa.ine shaayadnahii.n to aks me.n ab tak mirii shabaahat thii
aks aa.ankho.n se churaa letaa haiek tasviir banaane vaalaa
aks kis chiiz kaa aa.iina-e-hairat me.n nahii.nterii suurat me.n hai kyaa jo merii suurat me.n nahii.n
kisii kaa naqsh banaate hai.n lauh-e-dil par hamkisii kaa aks sar-e-aa.iina banaate hai.n
haath me.n le kar suuraj kaa naaranjii albumshaam vo photo kise dikhaane lagtii hai
haqiiqat kaa akkaas meraa kalaamtasan.no nahii.n is me.n koshish nahii.n
koshish to bahut kii hai ki dhul jaa.e har ik aksik shakl hai aisii ki bahaa.e na bahe hai
mai.n apne ruu-ba-ruu huu.n aur kuchh hairat-zada huu.n mai.nna jaane aks huu.n chehra huu.n yaa phir aa.ina huu.n mai.n
miTaa jo aa.nkh ke shiisho.n se us kaa aks 'nasiim'rago.n me.n phail gayaa KHuu.n kii aarzuu ho kar
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books