aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "rag"
rag rag ek tasavvur ek uma.ng bhareik KHushbuu phuulo.n me.n kyaa kyaa rang bhare
ab rag-o-jaa.n ko bachaa.uu.n to bachaa.uu.n kaisesaa.ns chaltii hai to talvaar lage hai vo bhii
ravaa.n-davaa.n hai rag-e-sa.ng me.n lahuu kii tarahvo zindagii kaa talaatum jo baar baar uThaa
lahuu kii re.ngtii rassii rago.n ko jak.De jaatii haidabii jaatii hai dha.Dkan kii sadaa aahista-aahista
lahuu rago.n kaa masaafat nicho.D letii haimai.n phir bhii KHud ko safar-giir kartaa rahtaa huu.n
jo saraayat kar gayaa 'betaab' rag rag me.n tiriius kii yaado.n ko bhulaane kii ye kaavish chho.D de
rage.n saare badan kii TuuTtii mahsuus hotii hai.nkuchh itne zor se us kaa saraapaa shor kartaa hai
rag rag me.n ab mahshar barpaa rahtaa haidukh thaa pahle bhii kab tho.Daa kuuza-gar
gurg-o-samand o muush-o-sag chhaa.nT ke ek ek ragphirte hai.n sab alag alag rahte hai.n ek khaal me.n
azhdahaa ban ke rag-o-pai ko jaka.D letaa haiitnaa aasaan nahii.n Gam se rihaa ho jaanaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books