SEARCH RESULTS
Showing search results for "rag"
Nazm MATCHES FOR "rag"
Nazm
saqi-nama
jahaa.n chhup gayaa parda-e-ra.ng me.n
lahuu kii hai gardish rag-e-sang me.n
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab taar-e-hariir-e-do-ra.ng
jis se banaatii hai zaat apnii qabaa-e-sifaat
Allama Iqbal
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us raat dil-e-vahshii ne
har rag-e-jaa.n se ulajhnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
usii banduuq kii naalii hai mirii samt ki jo
is se pahle mirii shah-rag kaa lahuu chaaT chukii
Ahmad Faraz
Nazm
rang hai dil ka mere
aur ab shiisha-e-mai raahguzar ra.ng-e-falak
ra.ng hai dil kaa mire KHuun-e-jigar hone tak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
lab pe laa.uu.n to mire ho.nT siyah ho jaa.e.n
aaj har sur se har ik raag kaa naataa TuuTaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walid sahab ke nam
aziiz-tar mujhe rakhtaa hai vo rag-e-jaa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
zohd aur rindi
samjhaa hai ki hai raag ibaadaat me.n daaKHil
maqsuud hai maz.hab kii magar KHaak u.Daanii