aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "ribbon"
puut kii saa.Dii gulaabii aaftaabii jism parlaT gu.ndhii choTii ribbon shaano.n pe sa.nvre kes bhii
siku.Dtii chalii jaa rahii hai vo KHud me.nko.ii dhiire dhiire ribbon khii.nchtaa hai
raah me.n saare charaaG usii ke dam se raushan hai.njo paimaa.n havaa se baa.ndhaa thaa naadaanii me.n
man kii komaltaa.en baa.ndhii jaatii hai.naaKHir banjaare lafzo.n ke bandhan me.n
safar ke vaaste mamtaa ke motii baa.ndh detii haimirii chaadar me.n maa.n chupke se roTii baa.ndh detii hai
baa.ndh le apnii girah me.n ye nasiihat 'raahii'zabt se kaam le naaKHun na ba.Dhaa KHaarish me.n
ab ye haal-e-dil hai jaise rakh ke kaa.nTo.n par 'niyaaz'reshmii chaadar ko bedardii se khii.nchaa jaa.e hai
ret par raah Dhuu.nD mat 'saabir'aa falak par na.ii lakiir banaa
isii me.n hai hamaarii sarKHushii aaKHirise thaamo ye rassii hai mohabbat kii
havaa kii raah me.n jaltaa charaaG hai 'raahii'vo kyaa bujhegaa jise raushnii ne paalaa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books