aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "rote"
ishq ke hijje bhii jo na jaane.n vo hai.n ishq ke daavedaarjaise Gazle.n raT kar gaate hai.n bachche school me.n
kis liye raT haa.e haa.e kii lagii hai har tarafkyo.n hamaare dil jigar me.n baat pahle sii nahii.n
ishq thaa dard kaa sabaq 'mannaan'aur use aa gayaa huu.n raT kar mai.n
ham kyaa kahe.n ki kaise himaaqat ye ho ga.iijo thaa sabaq bhulaane kaa us ko bhii raT ga.e
aaj dilbar ke naam ko raT raTro diyaa laa-ilaaj ho paT paT
apnii to ek haT hai be-laag be-lipaT haisadiyo.n kii ek raT hai de de udhaar lamhe
kaT ga.ii shab rote rote intizaar-e-yaar me.naarzuu ek ek dil kii ashk ban kar bah ga.ii
kisii ayyaar jaise ho ga.e hotumhaaraa naam mujh ko raT gayaa hai
hamaare sher me.n roTii kaa zikr bhii hogaakisii kisii ke shikam hii na ho to kyaa kiije
umr itnii thii ki roTii maa.n ke haatho.n khaataamujh ko to us umr me.n khaane lagii thii roTii
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books