aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "server"
mai-kada sunsaan KHum ulTe pa.De hai.n jaam chuursar-niguu.n baiThaa hai saaqii jo tirii mahfil me.n hai
kiyaa miraa tazkira jo saaqii ne baada-KHvaaro.n kii anjuman me.nto piir-e-mai-KHaana sun ke kahne lagaa ki mu.nh phaT hai KHaar hogaa
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane bandab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
zaahid ne kuchh is andaaz se pii saaqii kii nigaahe.n pa.Dne lagii.nmai-kash yahii ab tak samjhe the shaa.ista daur-e-jaam nahii.n
KHaraab rahte the masjid ke aage mai-KHaanenigaah-e-mast ne saaqii kii intiqaam liyaa
mai-parastaa.n KHum-e-mai mu.nh se lagaa.e hii baneek din gar na hu.aa bazm me.n saaqii na sahii
baat saaqii kii na Taalii jaa.egiikar ke tauba to.D Daalii jaa.egii
sar-e-mai-kada tishnagii kii vo qasme.nvo saaqii se baate.n banaane kii raate.n
ye jaam ye subuu ye tasavvur kii chaa.ndniisaaqii kahaa.n mudaam! zaraa aa.nkh to milaa
hu.ii na aam jahaa.n me.n kabhii hukuumat-e-ishqsabab ye hai ki mohabbat zamaana-saaz nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books