SEARCH RESULTS
Showing search results for "server"
Ghazal MATCHES FOR "server"
Ghazal
jii me.n thaa baiTh ke kuchh apnii kahe.nge 'sarvar'
tuu bhii kam-baKHt zamaane kaa sataayaa niklaa
Sarwar Alam Raz
Ghazal
baa-KHudaa ulfat-e-server kii karaamat hai ye
jaun kah kar jo zamaane ne pukaaraa mohsin
Asra Rizvi
Ghazal
tuu ne kab ishq me.n achchhaa buraa sochaa 'sarvar'
kaise mumkin hai ki teraa buraa anjaam na ho
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi
Ghazal
aashiqii kii KHair ho 'sarvar' ki ab is shahr me.n
vaqt vo aayaa hai bande bhii KHudaa hone lage
Sarwar Alam Raz
Ghazal
'sarvar' ne sunaa.ii hii nahii.n ahl-e-KHirad ko
apnii ye Gazal jur.at-e-iz.haar se pahle
Sarwar Alam Raz
Ghazal
yuu.n aur bahut aib hai.n 'sarvar' me.n va-lekin
kam-baKHt mohabbat me.n tuu yaktaa nazar aayaa
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Raj Kumari Suraj Kala Sarwar
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
rok le.n aaj to shaahiin-e-bulandii-e-KHayaal
aaj 'sarvar' ke paro.n ko chalo katraa jaa.e
Sarwar nepali
Ghazal
'sarvar' kii kaTii kis tarah aaKHir shab-e-hijraa.n
kuchh tuu hii bataa qissa-e-Gam diida-e-tar aur
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Gamo.n ke virus ne dil hamaaraa aise jak.Daa hai
zaraa saa muskuraane se bhii server baiTh saktaa hai
Asif Mirza
Ghazal
ek muddat baa'd 'sarvar' gulshan-e-hastii me.n ab
phir bahaar-e-iid aa.ii un kii yaad aane lagii
Sarwar nepali
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Raj Kumari Suraj Kala Sarwar
Ghazal
har saa.ns us ke pyaar ko sajda kiye gayaa
'sarvar' kabhii rahaa hii nahii.n apnii maa.n se duur
Sarwar nepali
Ghazal
saarii duniyaa hai jaantii 'sarvar'
mai.n to Gazle.n KHaraab likhtaa huu.n
Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi
Ghazal
ab to 'sarvar' 'ishq ne aazaad iimaa.n kar diyaa
laakh bahkaayaa kare farq-e-haq-o-baatil mujhe
Raj Kumari Suraj Kala Sarwar
Ghazal
jis ne barbaad zindagii kar dii
us ko 'sarvar' mai.n be-vafaa na kahuu.n