aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sign"
na uThe aah kaa dhu.aa.n bhii ki vokuu-e-dil me.n KHiraam kar rahe hai.n
mehr o vafaa o lutf-o-inaayat ek se vaaqif in me.n nahii.naur to sab kuchh tanz o kinaaya ramz o ishaara jaane hai
agar ye kah do baGair mere nahii.n guzaara to mai.n tumhaaraayaa us pe mabnii ko.ii ta'assur ko.ii ishaaraa to mai.n tumhaaraa
dil sa.ng-e-malaamat kaa har-chand nishaanaa haidil phir bhii miraa dil hai dil hii to zamaanaa hai
yaad ke be-nishaa.n jaziiro.n seterii aavaaz aa rahii hai abhii
mai.n zulmat-e-shab me.n le ke nikluu.ngaa apne darmaa.nda kaarvaa.n koshah nishaa.n hogii aah merii nafas miraa sho.ala baar hogaa
ai shauq pataa kuchh tuu hii bataa ab tak ye karishma kuchh na khulaaham me.n hai dil-e-betaab nihaa.n yaa aap dil-e-betaab hai.n ham
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun kohar shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
kisii ko denaa ye mashvara ki vo dukh bichha.Dne kaa bhuul jaa.eaur aise lamhe me.n apne aa.nsuu chhupaa ke rakhnaa kamaal ye hai
hukm karnaa bhii ik saKHaavat haiham ko KHidmat ko.ii bataayaa karo
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books