aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "virus"
KHudaa kaa KHauf nahii.n virus kaa thaa KHadshajise bhii mauqa milaa hai vo chiin chho.D gayaa
jafaa us kii corona kii tarah sebalaa-e-naa-gahaanii ho rahii hai
gesuu-e-yaar agar hai daam-e-balaaKHaal-e-mushkii.n bhii kaa.nTe.n hai.n bis ke
rog jii-jaan ko lagaayaa hu.aaza.ng ausaan ko lagaayaa hu.aa
rog jii ko lagaa gayaa ko.iimerii hastii miTaa gayaa ko.ii
vo sab missile ye saare atom bas ik corona kii maar nikleab aise aalam me.n dekh le.n sab ki chiin kaise DaTaa hu.aa hai
mai.n huu.n is duniyaa kii vo biimaariijo tumhaarii kamii se hotii hai
kuchh to KHabar nikaaliye kaise lagaa ye rogkyuu.n Dhal rahaa hai aadmii vastuu me.n sochiye
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books