SEARCH RESULTS
Showing search results for "'mahshar'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'mahshar'"
Ghazal
ham aise mahv-e-nazaara na the jo hosh aataa
magar tumhaare taGaaful ne hoshyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Sher
ab havaa.e.n hii kare.ngii raushnii kaa faisla
jis diye me.n jaan hogii vo diyaa rah jaa.egaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
yaa rab hame.n to KHvaab me.n bhii mat dikhaa.iyo
ye mahshar-e-KHayaal ki duniyaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "'mahshar'"
Ghazal
har zaKHm-e-jigar daavar-e-mahshar se hamaaraa
insaaf-talab hai tirii bedaad-garii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mohsin Naqvi
Qita
dard itnaa hai ki har rag me.n hai mahshar barpaa
aur sakuu.n aisaa ki mar jaane ko jii chaahtaa hai






