SEARCH RESULTS
Showing search results for "'sharar'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'sharar'"
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "'sharar'"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "'sharar'"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aayaa hai tuu jahaa.n me.n misaal-e-sharaar dekh
dam de na jaa.e hastii-e-naa-paa.edaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
hai intizaar se sharar aabaad rustaKHez
mizhgaan-e-koh-kan rag-e-KHaaraa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
agar sharar hai to bha.Dke jo phuul hai to khile
tarah tarah kii talab tere ra.ng-e-lab se hai