SEARCH RESULTS
Showing search results for ",FKRi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",fKri"
Ghazal
kaun ye paataal se ubhraa kinaare par 'saliim'
sar-phirii mauje.n abhii tak daa.ero.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Marsiya
pherii na thii jo pusht-e-mubaarak dam-e-masaaf
the do hazaar zaKHm faqat sar se taa-ba-naaf
Meer Anees
Ghazal
so kaahe ko apnii tuu jogii kii sii pherii hai
barso.n me.n kabhuu iidhar ham aan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR ",fKri"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",fKri"
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n se phirii baad-e-bahaarii maayuus
ek sar bhii use aamaada-e-saudaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
hai.n tevrii me.n bal to nigaahe.n phirii hu.ii
jaate hai.n aise aane se ausaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Sher
larzaa.n hai kisii KHauf se jo shaam kaa chehra
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab pirone nahii.n detaa
Parkash Fikri
Nazm
hinDola
chabuutre ku.e.n kuchh pe.D jhaa.Diyaa.n bele.n
vo pherii vaale ka.ii un ke bhaa.nt bhaa.nt ke bol
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apno.n ne nazar pherii to dil tuu ne diyaa saath
duniyaa me.n ko.ii dost mire kaam to aayaa
Shakeel Badayuni
Nazm
ban-bas
kuchh dino.n ke liye sunsaan saa lagtaa hogaa
aam ke baaG me.n bechain phirii hogii bahaar


