SEARCH RESULTS
Showing search results for ",bAGD"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",baGD"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Sher
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR ",baGD"
MORE MATCHES FOR ",baGD"
Ghazal
shabnam kii tarah phuulo.n pe ro aur chaman se chal
is baaG me.n qayaam kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
chauraahe baaG buildinge.n sab shahr to nahii.n
kuchh aise vaise logo.n se yaaraanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
chhalkaa.e hu.e chalnaa KHushbuu lab-e-laalii.n kii
ik baaG saa saath apne mahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baaG me.n jaane ke aadaab hu.aa karte hai.n
kisii titlii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaa.e
Nida Fazli
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa
Allama Iqbal
Ghazal
ban ke KHushbuu kii udaasii rahiye dil ke baaG me.n
duur hote jaa.iye nazdiik aate jaa.iye