SEARCH RESULTS
Showing search results for ",qdod"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",qdod"
Ghazal
ra.ng ukha.D jaa.e to zaahir ho plastar kii namii
qahqaha khod ke dekho to tumhe.n aah mile
Umair Najmi
Sher
mai.n parbato.n se la.Dtaa rahaa aur chand log
giilii zamiin khod ke farhaad ho ga.e
Rahat Indori
MORE MATCHES FOR ",qdod"
Ghazal
qabr apnii khod kar KHud leT jaa.o ek din
vaqt kis ke paas hai miTTii uThaane ke liye
ShivKumar Bilgrami
Ghazal
ishq tum se ho gayaa to qabr apnii khod lii
aur ham karte bhii kyaa farhaad ho jaane ke ba.ad
Bilal Saharanpuri
Ghazal
ghar khod diyaa saaraa KHazaane kii havas me.n
niiv aa ga.ii tah-KHaane kaa dar hii nahii.n aayaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
ye ab jo khod rahe hai.n zamiin mere liye
mai.n jii uThuu.n to kahii.n bhii jagah nahii.n de.nge