SEARCH RESULTS
Showing search results for "آسان"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "آسان"
Sher
ab judaa.ii ke safar ko mire aasaan karo
tum mujhe KHvaab me.n aa kar na pareshaan karo
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "آسان"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "آسان"
Ghazal
jiinaa mushkil hai ki aasaan zaraa dekh to lo
log lagte hai.n pareshaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Sher
tum se chhuT kar bhii tumhe.n bhuulnaa aasaan na thaa
tum ko hii yaad kiyaa tum ko bhulaane ke liye
Nida Fazli
Sher
ha.ns ke farmaate hai.n vo dekh ke haalat merii
kyuu.n tum aasaan samajhte the mohabbat merii
Ameer Minai
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa