SEARCH RESULTS
Showing search results for "انبار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "انبار"
Ghazal
katrane.n Gam kii jo galiyo.n me.n u.Dii phirtii hai.n
ghar me.n le aa.o to ambaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ashko.n ke ambaar phuulo.n ke ambaar the haa.n
magar mai.n hasan kuuza-gar shahr-e-auhaam ke un
Noon Meem Rashid
PAGE MATCHES FOR "انبار"
MORE MATCHES FOR "انبار"
Ghazal
jaise sab likhte rahte hai.n Gazle.n nazme.n giit
vaise likh likh kar ambaar lagaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Nazm
patthar
mai.n tire saamne ambaar lagaa duu.n lekin
kaun se rang kaa patthar tire kaam aa.egaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mire KHirman ke KHosha-chiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
sochtaa huu.n ki bhalaa umr kaa haasil kyaa thaa
umr-bhar saa.ns liye aur ko.ii ambaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
itnaa saa.nso.n kii rifaaqat pe bharosa na karo
sab ke sab miTTii ke ambaar me.n kho jaate hai.n