SEARCH RESULTS
Showing search results for "باب_قفس"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "باب_قفس"
Ghazal
vaa baab-e-qafas aur huu.n mai.n baab-e-qafas par
jaise ki u.Daa lii par-e-parvaaz kisii ne
Kaifi Chirayyakoti
BOOKS MATCHES FOR "باب_قفس"
MORE MATCHES FOR "باب_قفس"
Ghazal
par kaaT ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
aisaa bhii nahii.n hai ki rihaa.ii nahii.n detaa
Farrukh Adeel
Ghazal
KHudaayaa aise junuu.n kii kabhii havaa na lage
khulaa ho baab-e-qafas aur mujhe khulaa na lage
Jawed Sultanpuri
Ghazal
aap khul jaa.egaa ye baab-e-qafas ai ham-nashii.n
dil me.n paidaa jur.at-e-parvaaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kuchh soch ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
kal tak thii giraa.n jis pe mirii jumbish-e-par bhii
Khadim Razmi
Ghazal
Gulzar Bukhari
Ghazal
band hai baab-e-qafas ho sar to paTke jaa.iye
ham ne dekhaa hai qafas kii tiiliyo.n me.n dar khulaa
Fani Badayuni
Ghazal
ko.ii to kahe baat qafas me.n gul-e-tar kii
ham ne to gulistaa.n me.n bhii kaa.nTo.n pe basar kii
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
jo phiraa ke us ne mu.nh ko ba-qafaa naqaab ulTaa
udhar aasmaan ulTaa udhar aaftaab ulTaa