SEARCH RESULTS
Showing search results for "بقدر_ظرف"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بقدر_ظرف"
Ghazal
ba-qadr-e-zarf sab ne apne e'tibaar chun liye
KHirad ne phuul le liye junuu.n ne KHaar chun liye
Abrar Kiratpuri
Ghazal
ba-qadr-e-zarf mohabbat kaa kaarobaar chale
maza to jab hai ki har lamha zikr-e-yaar chale
Maikash Nag Puri
Ghazal
ba-qadr-e-zarf hii garche savaal hai meraa
ajab nahii.n ki mujhe be-hisaab mil jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
mire mizaaj ko baKHshaa hai inkisaar agar
ba-qadr-e-zarf tabii.at ko inkisaar mile
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "بقدر_ظرف"
Ghazal
samajh sako to ye tishna-labii samundar hai
ba-qadr-e-zarf har ik aadmii samundar hai
Shakeb Jalali
Ghazal
vaa'iz KHayaal-e-tauba bajaa hai magar abhii
mai.n to ba-qadr-e-zarf gunahgaar bhii nahii.n
Ejaz Warsi
Ghazal
na hai nasiib milii aur ba-qadr-e-zarf milii
supurdagii kii jo ik shaan iKHtiyaar me.n hai
Asar Lakhnavi
Ghazal
saaqii tirii nigaah kaa andaaz dekh kar
mai-kash ba-qadr-e-zarf taqaazaa na kar sake
Mushir Jhanjhanvi
Sher
kisii ne ranj diyaa aur kisii ne gaalii dii
ba-qadr-e-zarf navaazaa hai dosto.n ne mujhe
Ahmad Waqas Mahrwi
Ghazal
kuchh aur mast nigaaho.n se dekh ai saaqii
ba-qadr-e-zarf abhii nashsha-e-sharaab nahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
'ahmad' ba-qadr-e-zarf hai.n aasuuda sab yahaa.n
tishna to ko.ii rind-e-KHaraabaat bhii nahii.n
Ahmad Merathi
Ghazal
ik aisaa jaam idhar bhii bahaar ke saaqii
ba-qadr-e-zarf abhii tak mujhe KHumaar nahii.n