SEARCH RESULTS
Showing search results for "تعاقب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "تعاقب"
Ghazal
yuu.n hai ki ta.aaqub me.n hai aasaa.ish-e-duniyaa
yuu.n hai ki mohabbat se mukar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
ye raushnii ke ta.aaqub me.n bhaagtaa hu.aa din
jo thak gayaa hai to ab is ko muKHtasar kar de
Iftikhar Arif
MORE MATCHES FOR "تعاقب"
Ghazal
titlii ke ta.aaqub me.n ko.ii phuul saa bachcha
aisaa hii ko.ii KHvaab hamaaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab ta.aaqub me.n raat bhii aa.e
to ye aa.nkhe.n nahii.n bujhe.ngii
Kishwar Naheed
Ghazal
guzartaa vaqt miraa Gam-gusaar kyaa hogaa
ye KHud ta.aaqub-e-shaam-o-sahar me.n rahtaa hai
Bismil Sabri
Ghazal
haa.n us ke ta.aaqub se mire dil me.n hai inkaar
vo shaKHs kisii ko na milegaa na milaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
ye be-hisii to mirii zid thii mere ajzaa se
ki mujh me.n apne ta.aaqub kaa Dar na rah jaa.e