SEARCH RESULTS
Showing search results for "تمنا"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "تمنا"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "تمنا"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "تمنا"
Nazm
saza
jab mere sab charaaG-e-tamannaa havaa ke hai.n
jab mere saare KHvaab kisii bevafaa ke hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
KHush hote hai.n par vasl me.n yuu.n mar nahii.n jaate
aa.ii shab-e-hijraa.n kii tamannaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ye husn-o-jamaal un kaa ye ishq-o-shabaab apnaa
jiine kii tamannaa hai marne kaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
bahut qarii.n thaa hasiinan-e-nuur kaa daaman
subuk subuk thii tamannaa dabii dabii thii thakan
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai