SEARCH RESULTS
Showing search results for "تنویرؔ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "تنویرؔ"
Sher
shaayad yuu.nhii simaT sake.n ghar kii zaruurate.n
'tanviir' maa.n ke haath me.n apnii kamaa.ii de
Tanveer Sipra
Ghazal
Mohsin Aftab Kelapuri
Article
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
ham ko KHud 'arz-e-tamannaa kaa saliiqa bhii na thaa
vo bhii 'tanviir' bhalaa uzr-e-jafaa kyaa karte
Tanveer Ahmad Alvi
PAGE MATCHES FOR "تنویرؔ"
MORE MATCHES FOR "تنویرؔ"
Ghazal
'tanviir' pa.Dho ism ko.ii radd-e-balaa kaa
ghere me.n liye baiThe hai.n kuchh saa.e miraa jism
Tanveer Sipra
Ghazal
kaun suntaa hai yahaa.n dil kii kahaanii 'tanviir'
vo bhii KHushbuu.o.n ke mauhuum ishaaraat ke saath
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
ye kis se kahiye ki 'tanviir' KHud saliibo.n ko
sukuun-e-jaa.n ke liye ham-safar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
jaise 'tanviir' ke ho.nTo.n pe likhii hai taariiKH
zikr kartaa hai to kartaa hii chalaa jaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
KHvaab to KHvaab hai ta.abiir badal jaatii hai
dil ke aa.iine me.n tasviir badal jaatii hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
vo parii-ruu hai piyo shauq se tum ai 'tanviir'
mai se parhez nahii.n chaahiye mai-KHvaaro ko
Tanvir Dehlvi
Ghazal
dekh kar shahr-e-KHirad kii ye kashaakash 'tanviir'
dasht-e-ehsaas ke viiraane bahut yaad aa.e
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
shiisha-e-jaa.n ko bachaane kii ye koshish 'tanviir'
shaayad is shahr-e-sitam ke liye bekaar bhii ho