SEARCH RESULTS
Showing search results for "ثمر"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ثمر"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Ghazal
luTaa hu.aa chaman-e-ishq hai nigaaho.n ko
dikhaa gayaa vahii kyaa kyaa gul o samar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ثمر"
Sher
shadiid dhuup me.n saare daraKHt suukh ga.e
bas ik du.aa kaa shajar thaa jo be-samar na hu.aa
Aleena Itrat
Nazm
KHizr-e-rah
mulk-o-daulat hai faqat hifz-e-haram kaa ik samar
ek huu.n muslim haram kii paasbaanii ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
merii saarii zindagii ko be-samar us ne kiyaa
umr merii thii magar us ko basar us ne kiyaa