SEARCH RESULTS
Showing search results for "جستجوئیں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "جستجوئیں"
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
Ashu Mishra
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "جستجوئیں"
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Sher
talaash ek bahaana thaa KHaak u.Daane kaa
pata chalaa ki hame.n justujuu-e-yaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
saa.e ko justujuu-e-jism bahut hai phir bhii
pahluu-e-jism me.n aanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ma.aal-e-justuju-e-zauq-e-kaamil dekh letaa huu.n
uThaate hii qadam aasaar-e-manzil dekh letaa huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
iztiraab-e-umr be-matlab nahii.n aaKHir ki hai
justujuu-e-fursat-e-rabt-e-sar-e-zaanuu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Gazab hai justujuu-e-dil kaa ye anjaam ho jaa.e
ki manzil duur ho aur raaste me.n shaam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
justujuu-e-haram-o-dair se begaana hai
meraa dil aap kii tasviir kaa diivaana hai