SEARCH RESULTS
Showing search results for "جناب_من"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "جناب_من"
Ghazal
ye jo suraahii jaam gha.De hai.n janaab-e-man
KHaalii kisii sabab se pa.De hai.n janaab-e-man
Ikram Arfi
Ghazal
tanhaa.iyo.n kaa jashn manaane janaab-e-man
'ahmar' tumhaarii bazm me.n aa.e.nge phir kabhii
Ahmar Nadeem
Mazahiya
kahne lage ki aisaa nahii.n hai janaab-e-man
bhaabhii mujhe khilaatii rahii.n murG aur mutton
Saghar Khayyami
PAGE MATCHES FOR "جناب_من"
MORE MATCHES FOR "جناب_من"
Ghazal
janaab-e-man mire shero.n kaa ehtiraam kare.n
ye meraa haath baTaate hai.n bain karte hai.n
Vipul Kumar
Ghazal
hu.aa nahii.n kabhii cha.ngezii daur me.n jo sitam
janaab-e-man vo hu.aa hai tumhaarii bastii me.n
Abdur Rauf Makhfi
Ghazal
tum hii ne to ye dard diyaa hai janaab-e-man
tum se hamaare dard kaa darmaan ho chukaa
Shuja Khaavar
Ghazal
ye jo bhii ho bahaar nahii.n hai janaab-e-man
kis vahm me.n hai.n dekhne vaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye jii me.n hai ki mohabbat kaa baab likhkuu.ngii
janaab-e-man ko mai.n aalii-janaab likkhuu.ngii
Raziya Subhan
Mazahiya
sune.nge aap jo 'laq-laq' kii baat KHush ho.nge
janaab-e-man vo middle paas hai ga.nvaar nahii.n
Haji Laq Laq
Ghazal
kyo.n ho rahe hai.n aag-baguulaa janaab-e-man
ham ne to mahz haal hii puuchhaa janaab kaa