SEARCH RESULTS
Showing search results for "درمان"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "درمان"
Ghazal
zarre ke zaKHm dil pe tavajjoh kiye baGair
darmaan-e-dard-e-shams-o-qamar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
chaahiye darmaan-e-riish-e-dil bhii teG-e-yaar se
maram-e-za.ngaar hai vo vasma-e-abruu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
tum hii ne to ye dard diyaa hai janaab-e-man
tum se hamaare dard kaa darmaan ho chukaa
Shuja Khaavar
Ghazal
aur bhii aa.e the darmaan-e-mohabbat le kar
aap bhii aa.e.n ko.ii zaKHm lagaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
PAGE MATCHES FOR "درمان"
MORE MATCHES FOR "درمان"
Ghazal
saa.ns ghuT jaa.egii diivaaro.n ke ke andar ik din
aur sunte hai.n ki darmaan hai ghar me.n rahiye
Vineet Aashna
Ghazal
hamii.n ne zulmat-e-hastii me.n dil jalaa.e hai.n
ye ham samajhte hai.n darmaan-e-tiirgii kyaa hai
Azad Gulati
Nazm
kya karun
jis chiiz par madaar thaa darmaan-e-ziist kaa
vo shai phir aaj dard kaa unvaa.n hai kyaa karuu.n
Josh Malihabadi
Ghazal
dard aur Gam kaa jo darmaan bhii le kar aa.e
mai.n ne aisaa ko.ii Gam-KHvaar nahii.n dekhaa hai
Farhad Ahmad Figar
Sher
sailaab-e-tabassum se darmaan-e-jaraahat kar
Tuk.De dil-e-bismil ke aaluuda-e-KHuu.n kab tak
Saghar Nizami
Naat
har dard kaa hotaa hai darmaan madiine me.n
KHaaliq kaa bhii hotaa hai irfaan madiine me.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
KHud dard ban gayaa miraa darmaan-e-zindagii
itnaa qariib ho ga.e kuchh dard hii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
maut kaa KHauf bhii hotaa to mafar kab miltaa
phir ye ham kis liye darmaan-o-davaa chaahte hai.n