SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیدہ_ہائے_خشک"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "دیدہ_ہائے_خشک"
Ghazal
the diida-haa-e-KHushk mohabbat kii aabruu
kam-baKHt un ke saamne namnaak ho ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
go de sake na soz-e-daruu.n kaa hamaare saath
ye diida-haa-e-KHushk bhii namnaak the kabhii
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "دیدہ_ہائے_خشک"
Ghazal
ye nazar-bandii to niklii radd-e-sehr
diida-haa-e-hosh ab jaa kar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Kulliyat
yak umr diida-haa-e-sitam-diida tar rahe
aaKHir ko phuuT phuuT bahe qahr kar rahe
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo shab-e-furqat giregii diida-haa-e-shauq se
vo lahuu kii buu.nd bahr-e-be-karaa.n ho jaa.egii
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
Nusrat Lakhnavi
Ghazal
hamaarii ziist hii kyaa barg-haa-e-KHushk kaa Dher
aur is kii samt ravaana ko.ii sharaara-e-'ishq
Ameer Imam
Ghazal
paanii paanii ho gayaa josh abr-e-dariyaa-baar kaa
dekh kar tuufaa.n hamaare diida-haa-e-zaar kaa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
tasviir-e-huzn-o-yaas banaa kar chale ga.e
lab-haa-e-KHushk o diida-e-tar de ga.e mujhe
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
na jaa tabassum-e-lab-haa-e-KHushk par ai dost
ha.nsii nahii.n ye taraqqii pasand maatam hai