SEARCH RESULTS
Showing search results for "صدا"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "صدا"
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "صدا"
MORE MATCHES FOR "صدا"
Nazm
zindagi se Darte ho
zaat kii sadaa aa.ii
raah-e-shauq me.n jaise raah-rau kaa KHuu.n lapke
Noon Meem Rashid
Ghazal
baa.nsurii kii suriilii suhaanii sadaa
yaad ban ban ke aatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ek aarzu
is KHaamushii me.n jaa.e.n itne buland naale
taaro.n ke qaafile ko merii sadaa diraa ho
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne palko.n se dar-e-yaar pe dastak dii hai
mai.n vo saa.il huu.n jise ko.ii sadaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
barbat kii sadaa par ro denaa mutrib ke bayaa.n par ro denaa
ehsaas ko Gam buniyaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye dard mauj-e-sabaa hu.aa hai
ye aag dil kii sadaa banii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
chhe.Daa thaa jise pahle-pahal terii nazar ne
ab tak hai vo ik naGma-e-be-saaz-o-sadaa yaad